Wednesday, 3 April 2013

UPTET:Main Points Of Todays Hearing of UPTET Case


Aaj ki court hearing ki kuch important points ye hai ki:-
1-jaisa ki pehle se anumanit tha ki tet aur non tet ko lekar lagbhag 2 hour:20 min bahas hogi wahi hua aur ab ye bahas jo ki agali date 16 ko bhi jari rahegi.
2-Writ no. 237/2013 shiv kumar pathak advocate v.k. singh me ye adesh diya gaya hai ki isee aur writo se alag karke justice Harkauli aur manoj mishra ji ki double bench mein bhej diya jayega.
Isaka result ye hoga ki aur writes bhi non tet ka mudda hal hone k baad fir se purane double bench me chali jayegi.
3- Non tet ko samil karane ke paksh me 3 judges ka view ekdam same tha ki unhe permission nahi di ja sakti kyonki niyam bante hai unka palan karne ke liye na ki unhe galat tarah se todne ke liye.
Keep visiting this blog for more details related to tet.

7 comments:

  1. Kab hoga faisla?

    ReplyDelete
  2. kya ye bharti hogi bhi ya yon hi tarikh milti rahegi.or cut off kya fir se banegi ya us par hi counseling hogi?

    ReplyDelete
  3. kb tk nirnay aa sakta hai koi ek date tay kr lo plz is tarah date ko na badao ki zindagi ki aakhiri date aa jaye.

    ReplyDelete
  4. Faisla30 march 2014 ko ayega
    aur bharti 31 march tak ho gayegi hahahaaaaaaaaaaa.!

    ReplyDelete
  5. SIR UP TET KI EXAM KAB HOGA

    ReplyDelete
  6. sir up tet ka exam kab hoga

    ReplyDelete

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...